Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Just feel it
”Are gairo se ladkar kya jatana chahte hai aap ke gairo se ladkar kya jatana chahte hai aap?… Kya parayo se ladkar apna banna chahte hai aap?… Apna toh manege ham tab jab apno ke vesh me un parayo ka parda hatayege aap…”
Title: Just feel it
Yaad aayenge || love hindi shayari
Hame bhulane ki koshish karoge
Phir bhi yaad aayenge har pal,
Tum chaho ya na chaho
Hum tumhen sataenge har pal,
Aur
Tumhare saath reh sake ya na reh sake,
Tumhari yaadon main ayenge har pal❤
हमे भुलाने की कोशिश करोगे
फिर भी याद आएंगे हर पल
तुम चाहो या न चाहो
हम तुम्हे सताएंगे हर पल
और
तुम्हारे साथ रह सकें या न रह सके
तुम्हारी यादों में आएंगे हर पल ❤
