Skip to content

Char din ki dosti || 2 lines status hindi

चार दिन की दोस्ती को कभी यार नही कहते 

किसी लडकी के फ्रेंडशिप को प्यार नही कहते…

Char din ke dosti ko kabhi yaar nahi kahte, .

Kisi ladkike frienshipko pyarnahi kahate..

Title: Char din ki dosti || 2 lines status hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat ya nasha || beautiful love shayari || two line shayari

Mohobbat hai ya nasha tha jo bhi tha kmaal tha
Rooh tak utarte utarte jism ko khokhla kar gya🍁

मोहब्बत है या नशा था जो भी था कमाल का था
रूह तक उतारते उतारते जिस्म को खोखला कर गया🍁

Title: Mohobbat ya nasha || beautiful love shayari || two line shayari


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe