
they cheat by choice
Enjoy Every Movement of life!

Bahut roya wo mere pass aa kar
jab use apni galti ka ehsaas hua
chup ham bhi Kara lete agar
hamare chehre par kafan na hota
Sachi mohobbat kabhi khatam nhi hoti
Waqt ke sath khamosh ho jati hai🙌
सच्ची मोहब्बत कभी खत्म नहीं होती
वक़्त के साथ खामोश हो जाती है🙌