Skip to content

chehra chete auga || Pyaar shayari punjabi

VEKH KE OHNA || PYAAR SHAYARI PUNJABI
vekh ke ohna thaava nu tenu mera pyaar chete auga
ajh v je rove tu mai hsa ke tenu jaunga
paave bhula de saanu tu bure sapne de wang
paave bhula de sanu tu bure sapne de wang
par vekhi akhaa meech ke mera chehra cheta auga



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi ne’mat hai yaar ‘Burq’
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne ‘Burq’ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya


मैं बहुत दूर चली जाऊँगी || true love hindi shayari

मैं अपने सारे एहसास समेट ले जाऊँगी
हौसला रखो तुमसे
मैं बहुत दूर चली जाऊँगी।।

 

Title: मैं बहुत दूर चली जाऊँगी || true love hindi shayari