Enjoy Every Movement of life!
Kya khabar thi mujhko
Baadal itna beparwah bhi hai
Sakht Tanha kar gaya
Ab ki barsaaton mein
Kuch der tujhe fursat se taad lete hain
Tujhe apni ankhon mein utaar lete hain
Aur tu yun na nazrein churaya kar humse
Hum to bas apna din swar lete hain ❤
कुछ देर तुझे फुरसत से ताड लेते है
तुझे अपनी आखों में उतार लेते है
और तू यू ना नजरे चुराया कर हमसे
हम तो बस अपना दिन सवार लेते है❤
