
par aj fir kalam uthayi hai
uski yaad me
waise to #arsh kabhi bolkar byaan nahi karta
par aaj likhega dil ke dard ko apni shayari ke har alfaaz se
Enjoy Every Movement of life!

Dikhawe ke is zamane me tujhe log hazaro milenge
Agr mujhe jaisa koi mila to fir hm khushi se tujhe jane denge🙃
दिखावे के इस ज़माने में तुझे लोग हज़ारों मिलेंगे
अगर मुझ जैसा कोई मिला तो फिर हम खुशी से तुझे जाने देंगे🙃
