Skip to content

Chingari ka khauf na do humein || sad hindi shayari

Chingari ka khauf na diya karo hme
Hum apne dil mein dariya bahaye baithe hai
Are hum to kab ka jal gaye hote is aag mein
Lekin hum to khud ko ansuyon mein bhigoye baithe hain🙌

चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे,
हम अपने दिल में दरिया बहाय बैठे है,
अरे हम तो कब का जल गये होते इस आग में,
लेकिन हमतो खुद को आंसुओ में भिगोये बैठे है।🙌

Title: Chingari ka khauf na do humein || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Rishta kise gair naal || 2 lines punjabi rishta shayari

Rishta kise gair naal howe jaa khoon da howe
nibhda ohi jehrra dil ton judheyaa howe

ਰਿਸ਼ਤਾ ਕਿਸੇ ਗੈਰ ਨਾਲ ਹੋਵੇ ਜਾਂ ਖੂਨ ਦਾ ਹੋਵੇ..
ਨਿਭਦਾ ਓਹੀ ਜਿਹੜਾ ਦਿਲ ਤੋਂ ਜੁੜਿਆ ਹੋਵੇ..

Title: Rishta kise gair naal || 2 lines punjabi rishta shayari


Riste ajeeb se🙂 || sad but true || two line hindi shayari

Jab Se Dekhi Hai Hamne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se🙂

जब से देखी है हमने दुनिया करीब से
लगने लगे है सारे रिश्ते अजीब से🙂

Title: Riste ajeeb se🙂 || sad but true || two line hindi shayari