Skip to content

Choti si zindagi ka || 2lines life status

Choti si zindagi ka bahut bada afsaana  hai badlte log hain waqt to bas ek bahana hai⌛

छोटी सी ज़िंदगी का बहुत बड़ा अफसाना है

बदलते लोग हैं वक़्त तो बस एक बहाना है ⌛

Title: Choti si zindagi ka || 2lines life status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Na aankhon me need hai || dil and love shayari

Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain

Title: Na aankhon me need hai || dil and love shayari


Khud se baaten || true lines || sad but true

Maene puchha khudse

~Itna udaas kyun ho

Usne bola, neend nehi aarahi

Maene bola~kisise pyar karte ho?

Usne bola,khudko chhodke sabse

Maene bola~neend isiliye nehi aarahi hai.

Title: Khud se baaten || true lines || sad but true