Enjoy Every Movement of life!
Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink
Husn wale hamare dar ke fakeer hai
Ham apni sadgi se badshah ko bhi jhuka dete hai💙
हुस्न वाले हमारे दर के फकीर हैं
हम अपनी सादगी से बादशाह को भी झुका देते हैं💙

