Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Saboot-e-Begunahi || hindi shayari
Jo duniya ki tabahi chahte hai
Hamse khair-khahi chahte hai
Jo muzrim hai hamare
Hum hi se subut-e-begunahi chahte hai😶
जो दुनियां की तबाही चाहते हैं
हमसे खैर-खाही चाहते हैं
जो मुज़रिम है हमारे
हम ही से सबूत-ए-बेगुनाही चाहते हैं😶
Title: Saboot-e-Begunahi || hindi shayari
DUA KARO || 2lines shayari
Dua karo mai koi
Rasta nikla saku,
Tumhe bhi dekh sakhu aur
Khud ko bhi sambhal saku. ~H.P



