Skip to content

Dam Mein Dam || 2lines status

Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum,
Jab Dam Nikal Gaya Toh Zameen Ne Dabaa Liya.
जब तक था दम में दम न दबे आसमाँ से हम,
जब दम निकल गया तो ज़मीं ने दबा लिया।

Title: Dam Mein Dam || 2lines status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyar ke kaabil na the || hindi shayari

प्यार के काबिल न थे
फिर भी दीवाना बना दिया❤
जिसे बेइंतेहा चाहा उसने
दुश्मन ज़माना बना दिया🙌

Pyar ke kaabil na the, 
Phir bhi deewana bana diya, ❤️
Jise beintehan chaha usne, 
Dushman zamaana bana diya.🙌

Title: Pyar ke kaabil na the || hindi shayari


Khamosh rehne lage hain || sad hindi shayari

Hum aasmaan sar pe uthane wale
Khamosh rehne lage hai dekho 🙃

हम आसमान सर पे उठाने वाले
खामोश रहने लगे है देखो 🙃

Title: Khamosh rehne lage hain || sad hindi shayari