Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi
Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai
Teri baho se lipatne ko jee chahta hai,
Khubsurti ka intehaa hain tu,
Tuje zindagi me basane ko jee chahta hai.
Title: Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi
Tujhe dekhke || loveshayri 🥰 || hindi shayari
Mere vajood mein kaash tu utar jaye😚💞💫
Mein dekhu aayina aur tu nazar aye❤️🫶💋
Tu ho saamne aur ye waqt thehar jaye 🫶😘💝
Aur ye zindagi tujhe dekhte huye guzar jaye💞💞💞
मेरे बजूद में काश तू उतर जाए, 😚💞💫
मैं देखूं आईना और तू नज़र आये,❤️🫶💋
तू हो सामने और ये वक्त ठहर जाए,🫶😘💝
और ये जिंदगी तुझे देखते हुए गुज़र जाए💞💞💞
