Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ka mukaam || hindi shayari || two line shayari
Har zindagi ke akhir mein yahi mukam aaya hai,
Shaakh se toot kar patta bikharne ke kaam aaya hai🙃
हर ज़िन्दगी के आखिर में यही मुक़ाम आया है,
शाख से टूटकर पत्ता बिखरने के काम आया है🙃
Title: Zindagi ka mukaam || hindi shayari || two line shayari
Pyar karte hain || Hindi shayari || love hindi shayari
Hum roz na jaane kitne dard sehte hain,
Uski yaad me din raat marte hain.
Are koi jakar use batao,
Uske maa-baap ke baad sabse jyda pyaar use hum karte hain ❤️
