Dard e dil me bekharari achchi lagti hai
Dosti me intezari achchi lagti hai
Tum kaho na hum kahen ge hall e dil ko ab
Nazron ki ye raaz dari achchi lagti hai
Enjoy Every Movement of life!
Dard e dil me bekharari achchi lagti hai
Dosti me intezari achchi lagti hai
Tum kaho na hum kahen ge hall e dil ko ab
Nazron ki ye raaz dari achchi lagti hai
Waqt ki majbooriyon galtfehmiyo mein fas kar reh gya apna rishta,
Varna kuch waade to agle janmo ke bhi the💔
वक़्त की मजबूरियों-गलतफहमियों में फँस के रह गया अपना रिश्ता,
वरना कुछ वादे तो अगले जनमों के भी थे!💔

