Skip to content

dard kee kitaab || Very sad dard shayari Hindi

teree aarazoo mera khvaab hai,
jisaka raasta bahut kharaab hai,
mere zakhm ka andaaza na laga,
dil ka har panna dard kee kitaab hai…

तेरी आरज़ू मेरा ख्वाब है,
जिसका रास्ता बहुत खराब है,
मेरे ज़ख़्म का अंदाज़ा ना लगा,
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है…

Title: dard kee kitaab || Very sad dard shayari Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bankar fakeer || sad shayari

Bankar fakeer baitha tha jis bewafa ke khatir
Wahi aaye aur bole mursid dua kro mera yaar mil jaye💔

बनकर फकीर बैठा था जिस बेवफा के खातिर
वही आये और बोले मुर्शिद दुआ करो मेरा यार मिल जाये💔

Title: Bankar fakeer || sad shayari


Nishaniyan teri || hindi shayari || two line shayari

Vo tere khat teri tasveer aur sukhe phool,
Bhut udaas karti hain mujhko nishaniyan teri😑

वो तेरे खत तेरी तस्वीर और सूखे फूल,
बहुत उदास करती हैं मुझको निशानियाँ तेरी।😑

Title: Nishaniyan teri || hindi shayari || two line shayari