Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Aur log bol rahe hai bahut khush lag rahe ho aaj.
Unhe kya bataye kis dard me ji rahe hai aaj.
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Aur log bol rahe hai bahut khush lag rahe ho aaj.
Unhe kya bataye kis dard me ji rahe hai aaj.
Rab se bair rakhna
Te jeene ka kaisa tareeka hai
Chehre pe jhuthi muskaan
Ye zehan zehar bhi to peeta hai.
Jeb bhari hai noto se
Payal bhi khanakte sikko ka feeta hai
Bhool gaye na.. Vajud apna
Kya jeene ka ye akhiri tareeka hai???
रब से बैर रखना,
ये जीने का कैसा तरीका है…
चेहरे पे झूठी मुस्कान,
ये ज़हन ज़हर भी तो पीता है…
जेब भरी हैं नोटों से,
पायल भी खनकते सिक्कों का फीता है…
भूल गए ना, वजूद अपना,
क्या जीने का ये आखिरी तरीका है.???
