Skip to content

Dard || sad but true || hindi shayari

Dard dene wala bhi bhut kuch sikhakar jata hai
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!

दर्द देने वाला भी बहुत कुछ सिखाकर जाता है
और अगर दर्द में लिखना सीख लो तो वो दवा बन जाता है..!!

Title: Dard || sad but true || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Teri ek nigaah ne khreed liya hume || SHayari…….

Teri ek nigaah ne khreed liya hume,
Bda garoor tha hume khud par ki hum bikte nahi…!!

Title: Teri ek nigaah ne khreed liya hume || SHayari…….


Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari

Shayad salo sal tum smay laga do, 
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge, 
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂

Title: Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari