Enjoy Every Movement of life!
Din bhar bechain rehne lage hain hm
Aapki awaaz ko tarasne lage hain hm
Aur
Ishq main iss kadar dube hain
Ke aapke aitbaar ko bhi tadapne lage hain hm.
Zindagi mein koi pyar se pyara nhi milta
Zindagi mein koi pyar se pyara nhi milta
Jo hai pass aapke usko sambhal kar rakhna
Kyunki ek baar khokar pyar dobara nhi milta ❤
जिंदगी में कोई प्यार से प्यारा नही मिलता,
जिंदगी में कोई प्यार से प्यारा नही मिलता,
जो है पास आपके उसको सम्भाल कर रखना,
क्योंकि एक बार खोकर प्यार दोबारा नही मिलता।❤
