Skip to content

Best-punjabi-sad-love-shayari-sufi-quotes-true-lines

  • by

Title: Best-punjabi-sad-love-shayari-sufi-quotes-true-lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khushiyan de du || hindi shayari || two line shayari

Two line hindi shayari || Aaja pass bithalu mein, kaano mein kuch keh doon......gam bhut dekh liye tune, ab thodi khushiya de doon...
Aaja pass bithalu mein, kaano mein kuch keh doon……gam bhut dekh liye tune, ab thodi khushiya de doon…




Apko jo milne ka iraada || hindi shayari

आपका जो मिलने का इरादा है ये
करम हम पर कुछ ज्यादा है

किया है ये इश्क पता नही मुझको
तेरा शायर बहुत ही सादा है

दिल तो पहले ही ले लिया तुमने
अब किया जान लेने का इरादा है

Aapka jo milne ka irada hai ye

Karam hum par kuch jyada hai

Kiya hai ye Ishq pata nahi Mujhko

Tera Shayar bahut hi sadha hai

Dil toh pehle hi le liya tumne

Ab kya Jaan lene ka iraada h….!!!??

Title: Apko jo milne ka iraada || hindi shayari