Skip to content

IMG_1682408758401-96edb3e0

Title: IMG_1682408758401-96edb3e0

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Unki ek jhalak ko bekrar || love shayari || hindi shayari

Husan-e-benajeer ke talabgaar hue baithe hain,
Unki ek jhalak ko bekrar hue baithe hain,
Unke nazuk hathon se sza pane ko,
Kitni sadiyon se gunahgaar hue baithe hain..

हुस्न-ए-बेनजीर के तलबगार हुए बैठे हैं,
उनकी एक झलक को बेकरार हुए बैठे हैं,
उनके नाजुक हाथों से सजा पाने को,
कितनी सदियों से गुनाहगार हुए बैठे हैं।

Title: Unki ek jhalak ko bekrar || love shayari || hindi shayari


Zindagi || is prem ke chakkar me || life shayari sad

Iss prem ke chakkar me nah faso yaaro..
Yeh jindagi ko maut bana deti haii…
Khushiyan dekar kuch pal kii jindagii ko dard bana deti haii…

Title: Zindagi || is prem ke chakkar me || life shayari sad