Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek Badnaam Ashiq || hindi dard shayari
“Ek Badnaam Ashiq”
Jikr bhi tera
fikr bhi teri
ishq bhi tera
Mohabbat bhi teri
Mai to kayal hun is khubsurat se dil ka
Vrna ye adaa bhi teri
Orr sb wafaa bhi teri
Title: Ek Badnaam Ashiq || hindi dard shayari
Yaad rakhna || Hindi shayari || True line shayari
Yaad rakhna..
Jo gusse me chod kar gya vo jarur vapis aayega
Par jo muskura kar chod kar gya vo kabhi vapis nhi aayega ✨
याद रखना…
जो गुस्स में छोड़ कर गया वो ज़रूर वापस आएगा
पर जो मुस्कुरा कर छोड़ कर गया वो कभी वापस नही आएगा ✨




