Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
meri ma meri duniya || maa shayari
Har chiaj bian kahe jaan jaati hai,
muajh tak aane wali har mushibat se lad jatti hai.
apne sapne choar meare sapne sajoti hai ,
sach kheate hai loag vo ma hai jo apne bache ke liye sab haar jatti hai.
Title: meri ma meri duniya || maa shayari
Meri maa || hindi shayari || true love mother
Ye rang ,ye jaat ,ye nasal
Ye sb tumhare masle hai
Meri maa to mujhe roz chumti hai❤
ये रंग, ये जात, ये नस्ल
ये सब तुम्हारे मसले है
मेरी माँ तो मुझे रोज़ चूमती है❤

