Skip to content

Dekhi jawan sahwein baith ke 😍 || true love Punjabi shayari || Punjabi status

Tere vich mera sabh disda
Dekhi jawan sahwein baith ke
Tere mukhde chon rabb disda🙇🏻‍♀️..!!

ਤੇਰੇ ਵਿੱਚ ਮੇਰਾ ਸਭ ਦਿਸਦਾ
ਦੇਖੀਂ ਜਾਵਾਂ ਸਾਹਵੇਂ ਬੈਠ ਕੇ
ਤੇਰੇ ਮੁੱਖੜੇ ਚੋਂ ਰੱਬ ਦਿਸਦਾ🙇🏻‍♀️..!!

Title: Dekhi jawan sahwein baith ke 😍 || true love Punjabi shayari || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad karte hain || love hindi shayari

Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊

तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊

Title: Yaad karte hain || love hindi shayari


Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice

sad shayari || life shayari 

kisipe aitbaar chahe karna
magar kisise koi umeed matt rakhna
jinka man bhar jaya karta hai na
vo aksar rooth jaya karte hain
rooth kar chale jate hain
fir vapis nahi aaya karte hain
zindagi ki haqeeqat yahi hai jnab
yaad karte hain vo humko bhul jane ke liye
log pass aate hain hamare humse door jane ke liye..!!

Title: Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice