Skip to content

Dhur andar gam hazar rakhiye || Punjabi true line shayari

Chal jag nu dikha mna mereya khushiyan
Dhur andar gam hazar rakhiye..!!
Dil vich gehriyan udaasiyan luko ke
Chehre te haase barkrar rakhiye..!!

Title: Dhur andar gam hazar rakhiye || Punjabi true line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi shayari || two line shayari

Nafrat si hone lagi hai is safar se ab,
Jindagi kahi to pahucha de khatm hone se pehle….💔

Chodo ye baat ke mile jhakm kaha se mujhko,
Jindagi itna bata safar kitna baki hai….💔

Jo lamha sath hai use jee bhar ke jee lena,
Yeh kambhakt Jindagi bharose ke kaabil nahi hai…💔

Jindagi jiska bada naam suna hai humne
Ek kamjor si hichki ke siwa kuch bhi nahi….💔

Jindagi bhi ek tawayaf ki tarah hoti hai,
kabhi majboori me nachti hai kabhi mashoori me….💔

Title: Zindagi shayari || two line shayari


Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari

Abhi to rat shuru hui hai 
Itni jaldi hame kaha sona hai🙃
Abhi to yad karna hai kisi ko
Abhi to ji bhar ke rona hai💔

अभी तो रात शुरू हुई है
इतनी जल्दी हमें कहाँ सोना है🙃
अभी तो याद करना है किसी को
अभी तो जी भर के रोना है💔

Title: Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari