Skip to content

Dil banane mein || hindi shayari

Log tut jate hai ek ghar banane me 
Tum taras nahi khate bastiya jalane me
Har dhadkte patthar ko log dil samjhte hai
Umr bit jati hai dil ko dil bnane me

लोग टूट जाते हैं एक घर बनाने में
तुम तरस नहीं खाते बस्तियां जलाने में
हर धड़कते पथर को लोक दिल समझते हैं
उम्र बीत जाती है दिल को दिल बनाने में

Title: Dil banane mein || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat nahi thi || Hindi shayari

Hindi shayari || mohobbat shayari || sad but true shayari




nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari

Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.

Title: nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari