Skip to content

Dil di manjil || Sad and love hindi shayari

Ishq sacha ho fir bhi milti nai manjile☹️
Per iska matlab yeh to nahi ki hum unko pyaar krna shod de ♥️♥️♥️

Title: Dil di manjil || Sad and love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari

Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯

हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है 
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है 
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

Title: Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari


mohabbat bhee hotee || So true status hindi

mohabbat bhee hotee hai to zarurat ke pesh-e-nazar,
ab ek nazar mein lut jaane ka zamaana nahin raha…

मोहब्बत भी होती है तो ज़रुरत के पेश-ए-नज़र,
अब एक नज़र में लुट जाने का ज़माना नहीं रहा…

Title: mohabbat bhee hotee || So true status hindi