Skip to content

Dil-e- ishq || hindi shayari

Hindi shayari love || Yeh sabhi k dilon mein raaz hai
Koi dil ka myar khali nhi
Hum ishq dhundne nikle the
Raaz kholne wali taali nhi..
Yeh sabhi k dilon mein raaz hai
Koi dil ka myar khali nhi
Hum ishq dhundne nikle the
Raaz kholne wali taali nhi..

Title: Dil-e- ishq || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mil Jaayega Sacha humsafar

Ye tune Kya Kar diya mere Dil pe asar…
Ke tum khawabon mein aane Lage is Kadar…
Hosh Bhi na raha Tere pyaar mein mere Dilbar…
Tum Kyun ban Jaate nahi mere humsafar?
Ek baar hee Sahi karte Deedar agar…
To Tere pyaar mein jee lete 100 saal Bhi Tanha rahe Kar…

Title: Mil Jaayega Sacha humsafar


Do Shabd || 2 lines zindagi status

Do Shabd Tasalli Ke Nahi Milte Iss Shahar Mein,
Log Dil Mein Dimaag Liye Firte Hain.
दो शब्द तसल्ली के नहीं मिलते इस शहर में,
लोग दिल में भी दिमाग लिए फिरते हैं।

Title: Do Shabd || 2 lines zindagi status