Skip to content

Dil jakhmi

Dil jakhmi h …jakham mila kisi apne se h!!

Saza bina gunah ki h..saza Dene wala hi asli guneghar h!!

Baat bs waqt ki h…tu Aaj krke har sitam ..kl ka intzar hume bhi h..

Aankho se aansu na nikl jaye toh humara naam badal dena..

Hum tujhe itna yaad aayenge..

Pr frbhi tere paas na aayenge..

Jaa tujhe aazad kiya …Har dua me tera naam liye jayenge..

Title: Dil jakhmi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jaan chali jayegi || Hindi shayari || mohobbat Hindi shayari

Jaan chali jayegi
Magar mohobbat kam na ho payegi..!!

जान चली जाएगी
मगर मोहोब्बत कम न हो पाएगी..!!

Title: Jaan chali jayegi || Hindi shayari || mohobbat Hindi shayari


Mefil e tanhai || hindi 2 lines shayari sad

Bahut gurur ta humein bhi jo wo hamare saath hua karte.
Aj jab hum Akele hue khud ki gururiyat aj hum bhi rote hai.

Title: Mefil e tanhai || hindi 2 lines shayari sad