Skip to content

Dil ke sau tukdhe || hindi sad shayari

na jjane kaisaa manzar hoga
jab tera kisi se sangam hoga
dil ke sau tukdhe honge
jab tere ghar ke samne se guzar rahe honge

ਨਾ ਜਾਣੇ ਕੈਸਾ ਮੰਜ਼ਰ ਹੋਗਾ,,
ਜਬ ਤੇਰਾ ਕਿਸੀ ਸੇ ਸੰਗਮ ਹੋਗਾ ।
ਦਿਲ ਕੇ ਸੌ ਟੁਕੜੇ ਹੋਂਗੇ,,
ਜਬ ਤੇਰੇ ਘਰ ਕੇ ਸਾਮਣੇ ਸੇ ਗੁਜ਼ਰ ਰਹੇ ਹੋਂਗੇ

Title: Dil ke sau tukdhe || hindi sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Barrish nahi me || 2 lines shayari hindi

मैं तेरे नसीब कि बारिश नहीं जो तुझपे बरस जाऊं,,,😌
तुझे तक़दीर बदलनी होगी मुझे पाने के लिए!!!…..😉😉😉

Title: Barrish nahi me || 2 lines shayari hindi


Bhula na paya || hindi shayari love

Juda karne ki koshish to bahuton ne ki thi,
Lekin Aaj tak use main bhula na paya,
Pyaar pane ki koshish to humne bhi bahot ki thi,
Magar aaj tak tumhaara pyar mil na paya

                                              @80rullah

Title: Bhula na paya || hindi shayari love