Skip to content

Dil ki batein sunau || love hindi shayari

Ji chahe k duniya ki har ek fikr bhula kar
Dil ki batein sunau tujhe mein pass bitha kar❤️

जी चाहे कि दुनिया की हर एक फ़िक्र भुला कर,
दिल की बातें सुनाऊं तुझे मैं पास बिठाकर।❤️

Title: Dil ki batein sunau || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Alfaaz satya ke

Meri kalam ki shiyaahi khtm nhi hogi kabhi jab tak tumhara isqh hai mere saath
Meri kalam ki shiyaahi khtm nhi hogi kabhi jab tak tumhara isqh hai mere saath
Magar haaa
Jis din khatam ho gae ye kalam ki likhavat samjhna meri saanse ab nahi rahi mere saath…

Title: Alfaaz satya ke


zindagee hai ajeeb || Hindi Shayari dard bhari

apanee to zindagee hai ajeeb kahaani hai,
jis cheez ko chaah hai vo hee begaani hai,
hansate bhee hai to duniya ko hansaane ke lie,
varana duniya doob jaaye in aakhon mein itana paani hai..

अपनी तो ज़िन्दगी है अजीब कहानी है,
जिस चीज़ को चाह है वो ही बेगानी है,
हँसते भी है तो दुनिया को हँसाने के लिए,
वरना दुनिया डूब जाये इन आखों में इतना पानी है..

Title: zindagee hai ajeeb || Hindi Shayari dard bhari