JAB BAN HI GAYI BA-MUSHKIL DIL MAIN HAMARE JAGAAH UN KE LIYE
PHIR WO BHI HAMAIN FAQT WAQT-E-MATLAB YAD KARNE LAGE
جب بن گئی بہ مشکل دل میں ہمارے جگہ ان کے لئے
پھر وہ بھی ہمیں فقط وقتِ مطلب یاد کرنے لگے
Enjoy Every Movement of life!
Chehra dekh kar nahi jaan paoge haqeeqat meri..
Kahi pathar kahi moti to kahi aayina hu mein…!!😊
चेहरा देख कर नही जान पाओगे हक़ीक़त मेरी….
कहीं पत्थर कहीं मोती तो कहीं आईना हूँ मैं…!!😊
Ishq vishq te pyaar vyaar
