Skip to content

Dil nahi bharta || Two line shayari || love hindi shayari

इससे ज़्यादा तुझे और कितना करीब लाऊँ मैं,
कि तुझे दिल में रख कर भी मेरा दिल नहीं भरता।❤️🥀

Title: Dil nahi bharta || Two line shayari || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tu samaj hi na saka || Hal e dil

Tu samaj hi na saka mere hal e dil phir kya mohabbat kya kismat or kya muqaddar,sayad yeh duriya humare rishte ke bich aay gai humne milne ke wade kiye the ek dusre se lekin yeh duriya phele ay gaii…

Maine de to du apni kirdar ki safi per yaad rakhna yeh akhri bar hoga or iss bar mere nhi tere pyaar kai imtehan hoga or tu kya har baat pe mujhe dhokhebaz bolta hai… Agar maine khola na muh to tere Sare jhoothe kirdar kai apman hoga or tu bara bolta phirta hai in mehfilo me ki maine chora hai tujhe mai batu sachai yeh tu khud badnam hoga ❤

Title: Tu samaj hi na saka || Hal e dil


Wo bhool gaye ki || sad and love hindi shayari

WO BHOOL GAYE KI  || SAD AND LOVE HINDI SHAYARI
Wo bhool gaye ki jab wo rote the toh hasaya kisne tha
jab wo roothte the to manaya kisne tha..
aj wo kehte hai ki wo bahut bhoobsurat hai..
shayd wo bhool gaye ki bataya kisne tha