Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dilda hal || Shayari hindi true lines
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….
Title: Dilda hal || Shayari hindi true lines
Jinhe pyar kiya || sad Hindi shayari
Jhuki huyi palko se unka deedar kiya
Sab kuch bhula ke unka intzaar kiya
Vo jaan hi Na paye jajbaat mere
Mene sabse jada jinhe pyar kiya 💔
झुकी हुई पलकों से उनका दीदार किया,
सब कुछ भुला के उनका इंतजार किया
वो जान ही न पाए जज्बात मेरे,
मैंने सबसे ज्यादा जिन्हें प्यार किया।💔
