Enjoy Every Movement of life!
Ye pyar hai pyar
Waqt waqt pe imtehan leta hai…
dusre ke khusi ke liye
Kabhi kabhi bewajah inzam deta hai…
Nayab hai ye ehsas ,
Esmein fiza he lagti kuch rangeen hai…
Dil ke darbar mein amer na fakir koi
Yahi baat mohabbat ke sabse Nazneen hai…
Thoda waqt beet jaane de,
Jo chehra itne khaas the,
Woh chehre bhi aam nazar aayenge,
Jo lagta tha mohabbat hai,
Wahi risthe sirf naam ban ke reh jayenge.🙃💯
थोड़ा वक्त बीत जाने दे
जो चहरे इतने खास थे
वो चहरे भी आम नज़र आएंगे
जो लगता था मोहोब्बत है,
वही रिश्ते सिर्फ नाम बन के रह जाएंगे.🙃💯
