Skip to content

Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Fir kyu tumahari baato me hamaara zikar || 2lines shayari

तुम कहते तो तुम्हए फिक्र है हमारी,

फिर क्यों तुम्हारी बातों मे हमारा जिक्र नहीं।

Title: Fir kyu tumahari baato me hamaara zikar || 2lines shayari


lafzo ke moti || true lines || hindi thoughts

Hindi thoughts || lafz shayari || true lines hindi thought