Skip to content

Dila pachtayenga || sad shayari || Punjabi dard shayari

Je oh shadd gaye adh vichkar
Dila pachtayenga..!!
Na kar Na ena pyar
Dila pachtayenga..!!

ਜੇ ਉਹ ਛੱਡ ਗਏ ਅੱਧ ਵਿਚਕਾਰ
ਦਿਲਾ ਪਛਤਾਏਂਗਾ..!!
ਨਾ ਕਰ ਨਾ ਇੰਨਾ ਪਿਆਰ
ਦਿਲਾ ਪਛਤਾਏਂਗਾ..!!

Title: Dila pachtayenga || sad shayari || Punjabi dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ajmana padta hai || sad but true || Hindi shayari

Harkatein byan nahi karti
Jtana bhi padta hai
Ishq mein kabi kabi
Ajmana bhi padta hai
Aur kaise shode sath uska
Jo har waqt tha sath hmare
Ab yun Na kehna ki
Shod ke Jana bhi padta hai🍂

हरकते बयां नहीं करती 
जताना भी पड़ता है
ईश्क में कभी कभी
आजमाना भी पड़ता है
और कसे छोड़े साथ उसका
जो हर वक्त था साथ हमारे
अब यू ना कहना की 
छोड़ के जाना भी पड़ता है 🍂

Title: Ajmana padta hai || sad but true || Hindi shayari


Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?

Akhir Mai mere kaun ho tum

Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?

Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?