Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….

dil kee kitaab mein gulaab unaka tha,
raat kee neend mein khvaab unaka tha,
kitana pyaar karate ho jab hamane poochha,
mar jaayange tumhaare bina ye jabaab unaka tha….
दिल की किताब में गुलाब उनका था,
रात की नींद में ख्वाब उनका था,
कितना प्यार करते हो जब हमने पूछा,
मर जायंगे तुम्हारे बिना ये जबाब उनका था….