Skip to content

Dilo ka shor || hindi shayari pic

Lafzo me bhale mukar gye Lafzo me bhale mukar gye sach aankhon me dikhayi de gya guzre the badi khamoshi se dilo ka shor sunayi de gya

Title: Dilo ka shor || hindi shayari pic

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pehli mohobbat ka anjaam || sad hindi shayari

Har tanha raat mein ek naam yaad aata hai,
Kabhi subah kabhi shaam yaad aata hai,
Jab sochte hain kar lein dobara mohobbat,
Fir pehli mohobbat ka anzaam yaad aata hai..

हर तन्हा रात में एक नाम याद आता है,
कभी सुबह कभी शाम याद आता है,
जब सोचते हैं कर लें दोबारा मोहब्बत,
फिर पहली मोहब्बत का अंजाम याद आता है।

Title: Pehli mohobbat ka anjaam || sad hindi shayari


Kisi ka chup hona || Hindi so true shayari

Kisi ka chup hona
apni hoshiyari mat samjhna
wo aapki nahi janaab
apni hoshiyaari ki wajah se chup hai

किसी का चुप होना
अपनी होशियारी मत समझना,
वो आपकी नहीं जनाब,
अपनी होशियारी की वजह से चुप है♠️

Title: Kisi ka chup hona || Hindi so true shayari