Skip to content

Diwali Punjabi Shayari 37aala


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


humare haunslon ki udaan || two line shayari

Hmare chote paron se na karo hmare sapno ki pehchaan
Us aasmaa se bhi uchi hai humare haunslon ki udaan ✌️

हमारे छोटे परों से न करो हमारे सपनो की पहचान
उस आसमां से भी ऊंची है हमारे हौसलों की उड़ान✌️

Title: humare haunslon ki udaan || two line shayari


Usse pucha..😌💐

Main Nay Ussay Poocha Tha,
Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai??
Wo Hanstay Hanstay Ronay Lagi
Aur Dhoop Main Barish Honay Lagi….😌💐

Title: Usse pucha..😌💐