
Enjoy Every Movement of life!

Har ladki ka khawaab hoon…
Har Ek ke hothon ka unkaha Jawaab hoon…
Raheta tumhare Dilon mein hee hoon…
Mere bin pal bhar Bhi sakoon na Milega…
Ki tumhari raahon ka chiraag mai hee to hoon…
Kabhi haqeeqat ka aisa saaeya padhta hai
jo parshaai ki tarah hamaare saath rehta hai
कभी हकिकत का ऐसा साया पड़ता है।
जो परछाई की तरह हमारे साथ रहता है।