Enjoy Every Movement of life!
Buri aadat uski bure uske khayalat
Dil uska bura nazar aa raha hai,
Vo shakhas jo tha dil ke kareeb mere
Vo ab dil se utarta ja raha hai 😶🌫️
बुरी आदत उसकी बुरे उसके खयालात
दिल उसका बुरा नज़र आ रहा है,
वो शख्स जो था दिल के नज़दीक मेरे
वो अब दिल से उतरता जा रहा है।😶🌫️
* Aao aur samjha lo ki ya be anjaan dil tumara Ho chuka hai….. Aao aur samjha lo ki ya be anjaan dil tumara Ho chuka hai….. chhod ke chal gaye tum par ya dil tumara ho ke raha gaya hai……😊
