Skip to content

Dost💞😍 || hindi shayari on friends || Dosti shayari

Milti bichadti duniya me bas tumhe chune
vo hota hai dost❤️
Khamoshi ke peeche ka shor sune
vo hota hai dost❤️ 
Muskurahat to zamana bhi dekh leta hai Udaasi me chupi vajah dhunde
vo hota hai dost❤️❤️ 

मिलती बिछड़ती दुनिया में बस तुम्हे चुने
वो होता है दोस्त❤️             
खामोशी के पीछे का शोर सुने
वो होता है दोस्त❤️
मुस्कुराहट तो कोई भी देख लेता है उदासी के पीछे छुपी वजह ढूंढे
वो होता है दोस्त❤️❤️

Title: Dost💞😍 || hindi shayari on friends || Dosti shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Chott bhi unse khai hai || hindi shayari

Gardishe kisi pe kabhi aisi bhi aai hai
jin pathro ko sajda kiya
chott bhi unse khai hai
Gardishe kisi pe kabhi aisi bhi aai hai
jin pathro ko sajda kiya
chott bhi unse khai hai

Title: Chott bhi unse khai hai || hindi shayari


Be-Wafa Zindagi || Hindi 2 lines shayari

Ye Be-Wafa Zindagi Bhi Tumhare Naam Karte Hain
Suna Hai Be-Wafa Ki,   Be-Wafa Se Khoob Banti Hai..!

Title: Be-Wafa Zindagi || Hindi 2 lines shayari