Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Badnam Koi Aur🙄✍️ || hindi shayari
Sahir ye kaisi duniya hai
Charo taraf haye tauba ka shor hai
Yaha muzrim ka ata pta nhi
Par badnaam koi aur hai..
“साहिर ये कैसी दुनिया है
चारों तरफ हाय तौबा का शोर हैं
यहां मुजरिम का अता पता नहीं
पर बदनाम कोई और है!!”
Title: Badnam Koi Aur🙄✍️ || hindi shayari
Aadat badal gayi hai || true lines || sad but true
Aadat badal gayi hai waqt katne ki
Ab himmat nahi hoti kisiko dard batne ki…❣️
आदत बदल गयी है वक्त बाटने की,
अब हिम्मत नही होती किसीको दर्द बाटने की…❣️

