Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
KALAM CHO AWAZ

Je tu maithon door na hundi
taan naina chon barsaat na aoundi
je naina cho barsaat na hundi
taan meri kalm chon kade awaz na aundi
Ladka hona bhi khan itna aasan hai
Agar betiyan naseeb se to Bete bhi duaaon ke saath aate hai apni aashaon ko rakh kar alag pehle faraz nibhate hai Bete se pita tak ka kirdaar vo bakhubi nibhaye fir bhi kabhi bura pati to kabhi beta bura kehlaye parivaar ka bhar kandho par liye chlata hai kamyaab hote hote na jaane kitni baar fislata hai roye to kamjor na roye to pathar dil do tarfa samaaj me jeena hai mushkil man me zimmedari ka bhoj chehre par muskaan hai ladka hona bhi khan itna aasan hai….ladka hona bhi khan itna aasan hai💙




