Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujhe Gaddari nhi aati || hindi yaari shayari
Shayad Main isliye piche hu,
Mujhe Hoshyari nahi aati,
Beshak log na Samjhe meri Wafadaari,
Magar yaaro Mujhe Gaddari nhi aati..
Title: Mujhe Gaddari nhi aati || hindi yaari shayari
Kabhi laut kar na aayunga || sad but true shayari
Ruuth lo jitna ruthna hai
Mein aakhri saans tak manaunga,
Lekin jis din mein ruutha na
Toh kabhi laut kar nahi aaunga🙃💯
रूठ लो जितना रूठना है में
आखरी सांस तक मनाऊंगा,
लेकिन जिस दिन में रूठ ना
तो कभी लौट कर नहीं आऊंगा🙃💯
