Skip to content

Dua-aein kaam krti hai || Hindi Shayari SAD

Kbhi jo sayan jaye roothta,
Lamha lage har jhooth sa ,
Zarra zarra hone lge jo dil kbhi toot ta,
Khudse ik awaz ladti hai….

Dawa na aaye kaam jo, dil ko mile na aram jo,
Dua-aein kaam krti hai….

Title: Dua-aein kaam krti hai || Hindi Shayari SAD

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Imtehaan aa gya || shayari

Ye kaisa bawaal aa gaya,
Jeete ji marne ka sawaal aa gaya,
Chaaha to sirf tumhi ko tha,
Phir bhi tumse bichadne ka imtehaan aa gaya.

Title: Imtehaan aa gya || shayari


Tere bin || sad hindi shayari

तेरे बिन हम जीए भी क्या जीए
तू मिल न जाती अगर प्यार सच्चा होता
अब शक है अपनी मोहाबत पे हमे
बिछड़ते ही मर जाते हो अच्छा होता💔

Title: Tere bin || sad hindi shayari