Enjoy Every Movement of life!
Sache pyaar ke liye dooriyaan mayene nahi rakhti
सच्चे प्यार के लिए दूरियां मायने नहीं रखतीं
na aana lekar use mere janaaje mein,
meree mohabbat kee tauheen hogee,
main chaar logo ke kandhe par hoonga,
aur meree jaan paidal hogee..
ना आना लेकर उसे मेरे जनाजे में,
मेरी मोहब्बत की तौहीन होगी,
मैं चार लोगो के कंधे पर हूंगा,
और मेरी जान पैदल होगी..
