Skip to content

eh swaal puchea || Sad shayari

Teri tasveer ton ajj tera haal puchea..
kiwe bhull gaya tusi saada pyaar puchea..
kde kehnda c tere bina nhio srna..
ajj sr gea kiwe eh swaal puchea

Title: eh swaal puchea || Sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi

ishq kya hai?

  udaas jo hojauu main  to aansoo ,

  uski aankh se jhalak jaye.

  dil pe lagi baat ko bhoolkar ,

  vo meri ek muskurahat pe maanjaye.

  khafa ho jab duniya mujhse,

  to ek vo mujhe seene se lagaye.

  tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,

  uski aankho me saaf nazar aaye.

  roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,

  to rooh uski bechain hojaye.

ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai

Title: Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi


zakhm dikhaoon || 2 lines sad zakham shayari

ab apane zakhm dikhaoon kise aur kise nahin,
begaane samajhate nahin aur apano ko dikhate nahin…

अब अपने ज़ख़्म दिखाऊँ किसे और किसे नहीं,
बेगाने समझते नहीं और अपनो को दिखते नहीं…

Title: zakhm dikhaoon || 2 lines sad zakham shayari