Skip to content

ek dinn jana hai jannat ki talash mein

Apno ki kushi keliye dur baghna hai toh woh bhi karenge baas akele hum hojayenge jiska kisiko pada nai hai waise bhi yaha kaun apna kaun paraya ek din toh jana hai jannat ki talash mein. jaan mith jake bhi rehenge uss farishthe ka intezaar baas yeh intezaar mein katt jayega mera jaan baas itna yaadh rahe akele jeena hai aur akele marna.

Title: ek dinn jana hai jannat ki talash mein

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Awaaz dijiye || hindi shayari || beautiful lines

Maine kab kaha mujhe gulaab dijiye
ya fir mohabbat se nawaz dijiye
Aaj bahut udaas hai dil 
Gair ban ke hi sahi pr ek bar awaaz dijiye🍁

मैने कब कहा मुझे गुलाब दीजिये
या फिर मोहोब्बत से नवाज़ दीजिये
आज बहुत उदास है दिल
गैर बन के ही सही पर एक बार आवाज़ दीजिये🍁

Title: Awaaz dijiye || hindi shayari || beautiful lines


Dream || english quotes

Know your dream has more colours than you actually think!!🥀

Title: Dream || english quotes