Ek tumhari nigaah ne
khreed liya hume,
Bda groor tha hume khud par
Ki hum bikte nahi….!!
SIDHU❤
Enjoy Every Movement of life!
Ek tumhari nigaah ne
khreed liya hume,
Bda groor tha hume khud par
Ki hum bikte nahi….!!
SIDHU❤
Dukhi to har koi hai janab😒
Bas dusro ke dard dekh ke khush hai🙃✍
दुखी तो हर कोई है जनाब😒
बस दुसरो के दर्द देख के खुश है। 🙃✍
Zindagi se bdi saja hi nahi
Aur kya jurm hai pta hi nahi
Itne hisso me bat gya hu mai
Mere hisse me kuchh bacha hi nahi💔
ज़िन्दगी से बड़ी सज़ा ही नही
और क्या जुर्म है पता ही नही
इतने हिस्सो में बट गया हूं मैं
मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नही💔